Dr. D.C. Wadhwa & Ors. vs. State of Bihar & Ors. case of 1986

 The Dr. D.C. Wadhwa & Ors. vs. State of Bihar & Ors. case of 1986 is a cornerstone in the Indian judicial history, highlighting the delicate balance of power between the executive and legislative branches of government . The case stemmed from a practice that had become routine for the Bihar government: the re-promulgation of ordinances without legislative approval, a process that Dr. D.C. Wadhwa, an economics professor, found to be a subversion of democratic principles . The Supreme Court's decision in this case was a resounding affirmation of constitutional law and its supremacy over executive convenience. By declaring the practice of re-promulgating ordinances without legislative consent as unconstitutional, the court reinforced the necessity of legislative scrutiny and the impermanence of ordinances, which are meant to be emergency measures, not a backdoor for enacting laws. This landmark judgment serves as a reminder of the importance of checks and balances within

Aasmaani rang

Neele aasmano se poocha hai kabhi,
Ki teri neele baadlon me khamoshi kyoun hai?
Ajnabi hawaon sang tera rukh badalta kyoun hai?
Tu aasmaan hai,itna bada aur vishaal kaaya hai teri,
Phir bhi hawaon ka saath tujhe zaruri kyoun lagta hai?
Kya khaas hai in hawaon me jo tujhe har disha me baha le jaati hain,
Kamzor kadiyon ko jodkar mazboot basera banati hain...,
Tu neela aasmaan hai ,teri kaaya hi tera taaz hai,
Phir kyoun tu hawaon sang mil apni  kaaya ko badal leta hai,
Kabhi paani sa,kabhi pankhon sa,kabhi gusse se laal to kabhi narangi ban jaata hai ,
Tere roop hai kitne tu asal roop me kab aata hai?
Kabhi shaant kaaya,to kabhi kaali si chaaya,
Kabhi laal rang darawna,to kabhi indradhanushi maaya.
Tu kaun hai,tera roop kya hai?
Tu sach kab aur ksb jhooth ki kaaya hai?
Me anjaani ,kuch jaanu na....,
Yahi jaanu tere rang apaar hain...,
Kabhi nischal,kabhi pyara ,kabhi ishwar ka wardaan hai..,
Tujhse se hi seekha maine ye manushya roop mahaan hai..,
Jis rang sajo,bas yaad rakho ,har soorat me bhagwaan hai,
Jas bhase banavega tu sun ,tas roop tera diklayega..,
Jo yaad rakhe man ki surat,phir sab kuch ujhla paayega.

Comments

Popular posts from this blog

šŸŒŸPrivilege CommitteešŸŒŸ

‘India had parliamentary institutions when people of Europe were mere nomads’

Dr. D.C. Wadhwa & Ors. vs. State of Bihar & Ors. case of 1986